Saturday, April 11, 2009

" DOST "

" DOST "
KYA TU JANTA HAI ? DOST
MERA YE KAVYA KAISA HAI ?
TAAJGI SE BHARPUR......SACH KAHU TAJAA.......!!!!
"SUBAH KHILE HUE PHOOL JAISA"
KHUSHUNMA SUBAAH KI CHAI JAISA
DOOR GAGAN ME HAVA ME BAHE RAHE PANCHHI JAISA
SANDHAYA KA TEHUNK JAISA
TERE JULFO ME RAHE GAYE
EK PANI KE RAHE GAYE BUND JAISA
GRISHMA ME ADHAR AUR
NAASIKA KE BICH ME BASE PRASWED KE BUND JAISA
KYA TU JANTA HAI MERE YE KAVYA KO ?
YE ABHI - ABHI LIKHA HUA ASPATAL ME JANME BACHHA JAISA
YE SIRF AUR SIRF "DOST" ......TERE LIYE HI......
NOTE :-
KAVYA -> POETRY / GAGAN --> SKY / GRISHMA -> SUMMER / ADHAR -> LIPS / NASIKA - > NOSE

1 comment:

प्रवीण शुक्ल (प्रार्थी) said...

bahut khub bahut hi achhi abhi vyakti hai
YE ABHI - ABHI LIKHA HUA ASPATAL ME JANME BACHHA JAISA
meri shubh kamnaye aap ke sath hai
sadar
praveen pathik
9971969084